RE: Snaps Container // 9/30/2026, 5:24:00 PM
by @sagarkothari88 · 2026-10-02
arey lekin carbs bandh karna padega naaa
tabhi to hoga
aaloo paratha nai chalega
chana-atta-chilla chalega
carbs cut karo
rice, roti, parathaa
khaane kaa bi portion dire dire kam karna hain
main kiye hain, difficult hain
try kar raha hun
cheat ho jata hain kabi na kabi
93 se niche ni jaa raha
lekin karna padega - lambaa janaa hain to!
<sub>Posted via [HiveSuite](https://hivesuite.app/@sagarkothari88/pjtgd0gn)</sub>